Results 1 to 20 of 20

Information needed

This is a discussion on Information needed within the Zaarori Maloomat forums, part of the Mera Deen Islam category; Aslam o ALikum! my question is regarding to say salam yahan different tareqon say salam kaha jata ha specially chat ...

  1. #1
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Information needed

    Aslam o ALikum!
    my question is regarding to say salam
    yahan different tareqon say salam kaha jata ha
    specially chat main to bilkul he change
    koi AOA liktha ha koi salam or koi Aslamo laikum
    main KSA main rehat hon yahan kay logon ko beh main nay salam n wsalam kehtay daikha

    ab mujay through a proper channel..
    kis ehadith ki rodhni main es question ka jwab chahiyay
    ager koi help kr sukay es matte rmain to.....

    qalam krnay kay konay tareqay drust n konsay galut hain?
    Thx

  2. #2
    iTT Student *Angel*'s Avatar
    Join Date
    Dec 2007
    Location
    sard hawaon main
    Posts
    45,136

    Re: Information needed

    walaikum salam
    mein bhi KSA mein rehti hoon
    aur idher kay Saudi Log
    Salam O Alaikum kehtay hain
    mein nay zyada tar logon ko yehi kehtay suna hai
    bus idher kay pakistani log assalam o alaikum kehtay hain
    ab is baray mein mujhey bhi confirm nahi hai kon sa theek hai:S
    mein Salam O Alaikum kehti hoon
    ab pata nahi yeh theek hai ya nahi
    acha huwa aap nay pooch liya
    mujhey bhi pata chal jaye ga kon sa theek hai





  3. #3
    iTT stranger Mavi's Avatar
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    USA
    Posts
    60,364

    Re: Information needed

    Asalam-o-alaikum
    Ahadees se to ye hi pata chalta hai ke jab aik doosry se milo to salam karo
    Asalam-o-alaikum ka matlab hai tum per salamti ho
    to mere khyal se sahi yahi hai "Asalam-o-alaikum"
    uske sath wa rehmatullah wa barakatohu laga lein to aur zyada naikiya milti hein

    [IMG]http://i39.*******.com/ip9r88.jpg[/IMG]

  4. #4
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Re: Information needed

    Quote Originally Posted by *Angel* View Post
    walaikum salam
    mein bhi KSA mein rehti hoon
    aur idher kay Saudi Log
    Salam O Alaikum kehtay hain
    mein nay zyada tar logon ko yehi kehtay suna hai
    bus idher kay pakistani log assalam o alaikum kehtay hain
    ab is baray mein mujhey bhi confirm nahi hai kon sa theek hai:S
    mein Salam O Alaikum kehti hoon
    ab pata nahi yeh theek hai ya nahi
    acha huwa aap nay pooch liya
    mujhey bhi pata chal jaye ga kon sa theek hai
    angel jee ap pta nae konsay KSA main rahti hain just kiden
    main arab people ki baat kr raha hon woh salam o alikum nae kehta
    serf salam ...nd wsalam
    aksur salam nd jawab main wsalam waREHMATULAHI WABARAKAt kehtay hain
    yahi to point of confission ha
    jin ki yeh language ha woh sahi use kr rahay hain ya humain kuch or btaya gaya ha?

  5. #5
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Re: Information needed

    Quote Originally Posted by Mahwish View Post
    Asalam-o-alaikum
    Ahadees se to ye hi pata chalta hai ke jab aik doosry se milo to salam karo
    Asalam-o-alaikum ka matlab hai tum per salamti ho
    to mere khyal se sahi yahi hai "Asalam-o-alaikum"
    uske sath wa rehmatullah wa barakatohu laga lein to aur zyada naikiya milti hein
    i appreciate your answer but
    aik baat jo mujaya chi nae lagi or jes pr main criticise krna chahon gha
    woh yeh keh

    "to mere khyal se sahi yahi hai "
    ISlam aik mukamul deen hai khyal to mera beh yahi ha keh sahi Aslam o LAikum he ha pr jub tuk main kise hadith say confirm na kr loun main kaisay kise dosray kk yeh information doun?

    hmaray khyalat he humain aj yahan tuk lay ayay hain keh deen main bayshumar biduts a gayen hain

    never mind but this is my thinking

    ALLAH hum sub pr apni rehmut kray AMeen!

  6. #6
    iTT Student *Angel*'s Avatar
    Join Date
    Dec 2007
    Location
    sard hawaon main
    Posts
    45,136

    Re: Information needed

    Quote Originally Posted by !!DAKO!! View Post
    angel jee ap pta nae konsay KSA main rahti hain just kiden
    main arab people ki baat kr raha hon woh salam o alikum nae kehta
    serf salam ...nd wsalam
    aksur salam nd jawab main wsalam waREHMATULAHI WABARAKAt kehtay hain
    yahi to point of confission ha
    jin ki yeh language ha woh sahi use kr rahay hain ya humain kuch or btaya gaya ha?
    oye janab Dako sahab
    mere kuch relatives pure saudi hain
    and mein nay khud un kay muu say Salam o alaikum suna hai
    isliye kaha tha.
    yeh salam to bus net pay hee bola jata hai as a short form




  7. #7
    Senior Student computer bug's Avatar
    Join Date
    May 2008
    Location
    Pakistan
    Age
    35
    Posts
    169

    Re: Information needed

    my friend, salaam karna hay to poora "Asalaamoalikum" karain warna na karain, keon keh AOA, ya ASA ka kuch matlab nahi hota

  8. #8
    iTT stranger Mavi's Avatar
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    USA
    Posts
    60,364

    Re: Information needed

    Asalam alaikum wr wb,
    sab se pehly i really appologize waqi ap ne sahi kaha
    Islami knowledge ko apny khyalat se nahi uski asl maloomat se hi share kerna chahiye
    thanks for correction

    aur mein ne search ki aur kisi se poocha is bary mein to ye pata chala ke
    " Asalam alaikum ke darmiyan wow nai dalna chahiye
    Asal lafz to sirf salam kerna hai yani salamti ho
    agr ap Asalam alaikum kahein to iska matlab hai tum per salamti ho
    Asalam aur alaikum ke darmiyan wow nai dalna chahiye

    sif salam kehna bi kafi hai,jo ke asl lafz hai
    baqi agr ap Asalam alaikum keh lein aur uske sath wa rehmatullah wabarakatohu keh lein to her lafz ki 10 naikiya bar jati hein"


    [IMG]http://i39.*******.com/ip9r88.jpg[/IMG]

  9. #9
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Re: Information needed

    angel
    apkay relative saudi to na howay na mana unahin nationality milgay ha
    saudi loug salam he kahtay hain

    mehwish i too heared that jo apnay likha
    main beh search krta hon apbi karo
    ksie hadith say refrence mil jayay to ach aho
    cause without solid reason koi nae manta
    or es question kay jawab ka intzar bohtu say loug kr rahay hain

  10. #10
    ITT PRINCE Princee's Avatar
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Heart
    Posts
    989

    Re: Information needed

    Asalam U A'likum is the best way

  11. #11
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Re: Information needed

    that is not the answer of my question......
    Na ura yun thokroun say mere khak ay qbr zalim
    Yahi aik reh gaye ha meray pyar ki neshaniiii

  12. #12
    ~Adnan Naseer~ Brighteye's Avatar
    Join Date
    Dec 2007
    Location
    Muscat
    Posts
    9,781

    Re: Information needed

    Alsaam O Alikum,

    Salam karnay ka sub say behtar tareka yahe hai kay aap Aslaam O Alikum kahay!

    Attached Images Attached Images

  13. #13
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Re: Information needed

    hmmm
    bro es AYAT main to only salam likha ha
    its mean keh main maqsud slamti bajhna ha?tareqa koi bhe ho?
    Na ura yun thokroun say mere khak ay qbr zalim
    Yahi aik reh gaye ha meray pyar ki neshaniiii

  14. #14
    ~Adnan Naseer~ Brighteye's Avatar
    Join Date
    Dec 2007
    Location
    Muscat
    Posts
    9,781

    Re: Information needed

    Ji ha main maqsad salamti baijna he hai aur jaisa kay bataya gaya hai kay tum jawab kay badlay mein barh kar acha jawab do to humein chahiye kay Jawab mein Walikum Aslaam Warehmatullah-e-Wabarakatuh kahay!

  15. #15
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Re: Information needed

    thx a lot
    yane conclusion is that keh

    salam
    salam alikum

    dono he theik ha
    nd
    jawab main
    wasalam ya walikum asalam or jo bhe azafa kryen woh?
    Na ura yun thokroun say mere khak ay qbr zalim
    Yahi aik reh gaye ha meray pyar ki neshaniiii

  16. #16
    ~Adnan Naseer~ Brighteye's Avatar
    Join Date
    Dec 2007
    Location
    Muscat
    Posts
    9,781

    Re: Information needed

    Quote Originally Posted by !!DAKO!! View Post
    thx a lot
    yane conclusion is that keh

    salam
    salam alikum

    dono he theik ha
    nd
    jawab main
    wasalam ya walikum asalam or jo bhe azafa kryen woh?
    Ji ha you r right!

    Laken jawab mein wasalam mein nay urdu mein kafi jagha likha to parah hai laken bilkul theek hai es mein kuch nahe kah sakta fill hall
    So mere khiyal mein Walikum Aslaam jawaban kehna ziyada behtar hai!

  17. #17
    Senior Student
    Join Date
    May 2008
    Location
    Jeddah
    Posts
    254

    Re: Information needed

    thx bro
    Na ura yun thokroun say mere khak ay qbr zalim
    Yahi aik reh gaye ha meray pyar ki neshaniiii

  18. #18
    .................. thinkme1st's Avatar
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    Sialkot Praim nager
    Age
    33
    Posts
    1,918

    Re: Information needed


  19. #19
    *I am Banned*
    Join Date
    May 2008
    Location
    Khyalaat ki Dunya mein
    Age
    34
    Posts
    10,231

    Re: Information needed

    Jaza Kallah.....

  20. #20
    IT Stars khawajaasi's Avatar
    Join Date
    Dec 2008
    Location
    Seet Pur
    Age
    44
    Posts
    14,117

    Re: Information needed

    Jazak Allah very nice
    ITT is the best

Similar Threads

  1. Information About Darul Uloom Dewband
    By Jawad G in forum Islamic History
    Replies: 27
    Last Post: 23rd April 2011, 03:40 AM
  2. 24 Hours Allah-O-Akbar information must read
    By Jawad G in forum Zaarori Maloomat
    Replies: 7
    Last Post: 8th April 2011, 07:37 PM
  3. INFORMATION ABOUT OLYMIC TORCH
    By Doctor in forum Sports & Events
    Replies: 7
    Last Post: 17th December 2008, 04:26 PM
  4. Help Needed
    By niqash in forum Khawateen Markaz
    Replies: 2
    Last Post: 6th May 2008, 03:07 PM

Tags for this Thread

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •