Ye bhut aam hai magar meray wo dost jo iss baray main nahin jantay main ne ye un k liay share kiya hai.
Sab say pehlay aap kay mobile main internet hona zarori hai.
Ap kay pass mobile phone ko connect karnay kay liay data cable honi chahiye. Prefer Original data cable to ordinary data cable.
Aik software "NOKIA PC SUITE" (for nokia mobiles) and "LG PC SUITE" for LG mobiles oar isi tarah dosray mobiles k liay Google main search kar k kahein say b download kar lain.
oar computer main install karein oar apnay mobile ko jab PC say connect karain to aap ka mobile ap ko aik notification show karega tu aap us main say "Nokia mode ya Pc suite"
select karain oar phir apnay computer main say PC SUITE ko open kar k sirf aik icon "connect to the interne" par click karain aap ka mobile khud ba khud internet connection create kar day ga internet charges applied according to your service provider.
Now enjoy internet....
Bookmarks