salam all members of itt main ye janna chahti hon k inpage main quran ki ayaat kesi likhi jati hain aur maira dosra swal ye hay k in pane main table kese bani jati hain
This is a discussion on in page main quran ki ayaat kese likhi jati hain within the Urdu Inpage forums, part of the Courses category; salam all members of itt main ye janna chahti hon k inpage main quran ki ayaat kesi likhi jati hain ...
salam all members of itt main ye janna chahti hon k inpage main quran ki ayaat kesi likhi jati hain aur maira dosra swal ye hay k in pane main table kese bani jati hain
afsos kisi nay nahi jawab dia kia kisi ko nahi pata
ayat ka to pata nahi albata table banany k liy app insert ka meneo ma jakar table insert karskti hen , whan pr rows aor calums ki tadad apni marzi k mutabiq dy sakti hen .
ok .
Right click kr k table insert kro
Inpage main A'raab lagane ka tareeqa hay k..
bht nice tip
![]()
Thanks...!!!
![]()
good
inpage m arabi ayat likhny k leye TRAD ARABIC font use krain.
W.salam type karnay kab badd font ko select karaien aur font text box say BOMBAY BLACK ,,,,, SADAF styal select kar laien
Hope ap ko samajh aa jay g......
INSHA ALLAH
M.Usman
nice tip and question khatiga g
Bookmarks