This is a discussion on Aap ka pasandeda Ashaar ~ within the Shair o Shayri forums, part of the Urdu Poetry category; poetry .gif...
very good
starting achi hai
Kash banane wale ne hame kitab banaya hota
Aap padhte padhte so jate aur hame sine se lagaya hota
Mei is se berh k Zabt ki misaal kya deta
woh mujh se lipat ker roya kissi or k liye
log haNste haiN mujh pe, shayad maiN sab ke jaisi nahiN huN.
mujhe haNsi aati un sab par., saare hi ek jaise haiN
Aik Aray baad mila to Naam talak wo bhool gaya
Jis ne jatay waqt kaha tha"Yaad buhaat Tum aoo gay"
Meri Rooh ko Tanhaaye ki Zanjeer Pehna K...Woh Mere Pass tou Rehta hay Per Mera nahi hotaa.
very nice![]()
SunOo...!Mujh KO Yaad KarO Gye Na..???..
Ankhein Kisi ke Hussan-e-Tasawar mein Band thi
Dunya Samjh Rahi Thi, Neind Aa Gai Mujh Ko
SunOo...!Mujh KO Yaad KarO Gye Na..???..
...yeh mujhey chain kion nahi aata...
...aik hi shakes tha jahaan main kiya...
SunOo...!Mujh KO Yaad KarO Gye Na..???..
YEH APNAY ZARF APNI TALAB APNI NAZAR KI BAAT HAI
RAAT HAI LAIKIN MERAY LAB PAR SEHAR KI BAAT HAI :
kitney puhta yaqeen dila k ADAM
raazdaron ney maar dala hai
SunOo...!Mujh KO Yaad KarO Gye Na..???..
duniya tere ahsaas ko pather na bena de
sheshe ki terha tut ker rahon mae bikher ja
B sLoW in ChOosinG FrIeNdz
N
SloWeR in LoOsInG ThEm...
Bcoz
FrIeNdShIp iS NoT An
OpPoRtUnItY.
Bt It Is
SwEeT ReSpOnSiBiLiTy.
mery wajood ke tarah wo bhi ho gaya hai khamoosh
koi tu hala dey usey mujmain ab himmat nahi rahi
nOtHinG iS iMpOsIbLe uNtIlL i sAy iT iS ImPoSiBlE!!!
دل ھی نہیں تو دل کے سہاروں کو کیا کروں
جب پاس تم نہیں تو بہاروں کو کیا کروں
تصویر اور تصور جاناں یہ سب فریب
میں اُن سے دُور اُن کے نظاروںکو کیا کروں
tu ne nafrat se jo dakha to mujhe yad aya
k se rishte teri khatir yunhi tor aya hon
kitne dhundle hain ye chahre jinhe tu ne apnaya hai
kitni ujli thein wo aankhen jinhe chor aya hon
B sLoW in ChOosinG FrIeNdz
N
SloWeR in LoOsInG ThEm...
Bcoz
FrIeNdShIp iS NoT An
OpPoRtUnItY.
Bt It Is
SwEeT ReSpOnSiBiLiTy.
MAANA K TU AB BHI KHAFA HE MUJH SE
MAGAR TERI AANKHON NE KUCH OR HI KAHA HE MUJH SE
TU LAAKH KHAFA SAHI MAGAR IK BAAR TO DEKH LE
KOI TOOT GAYA HE TERE ROOTH JAANE SE
Hmmm nice
Bookmarks