Bichar k wo mujh sy meri zid mein

Sabhi ko apna bana raha tha

Zamany walon k dar say main bhi
...
Ghamon ko dil mein chupa raha tha

Wo bewafa tha magar sabhi ko

Wafa k maani bata raha tha

B'ad mein wo yhi kahe ga

Wo to mujhay azmaa raha tha

Mujhay kar kay barbaad younhe

Wo apna waada nibha raha tha..