naqish sahab
kaha
pohnch gie????
wasy aap ko mili kaha say ya ????
second
jab aak tarf k log doosri tarf k logoo kooo
bura bhala kahy gain tu
kuch iss qisam kee cheezain aani tu shooro hoo geee???
Printable View
naqish sahab
kaha
pohnch gie????
wasy aap ko mili kaha say ya ????
second
jab aak tarf k log doosri tarf k logoo kooo
bura bhala kahy gain tu
kuch iss qisam kee cheezain aani tu shooro hoo geee???
Brother ye main nee khud scaning ki hai main just pochna cahta hon ke Hamri Books main ye chezein kyun hain aya sach hain main nee 2 ya 3 ulma see pocha unhon nee kaha ke en baton ko chor do bas jo hum kehty hain wo karo
esi liye main aisey logon ki Baton per kaan nahi dharta hon :(
Asalam U A'likum
mere bhai aik kulya yaad rakhain jo in sari batoon ka jawab hay taqreeban
quran 23 saal may mukamal howa us wakat tak islam may ahkam nasikh or mansookh hotey rahey to mere bhai un ki bhi ahadith hamarey pass moujood hain ab ye ulama jantey hain k konsi kis wakat ki hay or konsi kis wakat ki or ahadith ki pura aik ilm hay ilmul hadith us k ilawa hadith jis jis nay bayan ki un shaksiyaat ka pura aik ilm hay asma u rijal ka ilm mere bhai ulama nay in cheezon par bouhat tehqeeq ki hay isi liye hamey pareshan honey ki zarorat nahi or ye jo loog ahadith paish kartey hain agar ap kisi alim sey us barey may pochain to jab wo us k barey may tehqeeqi jawab dain gey to ap ko dosron ki dhoka dehi ka pata chaley ga
Likin Brother agr aisa hai tu En ko New Adition changing kerni cahiye
Ye tu Ulma ka farz Banta hai ke agr aik cheez Un ke Nazar main Zaeef ya sahi nahi hai tu usey change ker diya jaye but still same hai aur main aap ko aur bhi sharing kerta hon Dosri Books main see Inshallah aap us ka bhi batain Mujee take care
mere bhai jab koi kafir muslim ho jata hay to us ko ALLAH tala maar kar doubara zinda nahi kartey k us ka past mitt jaye bal k wo hi zindagi chalti hay agar past may kuch tha ab nahi hay to wo sirf tha hamarey akabir nay agar ye batain kitaboon sey nikal di hotin to ab is sey zayada loog ham par etraz kartey or hamari koi baat bhi qabil e etbar na rehti kiun k phir dosrey kehtey k ap logon nay bhi to kitaboon sey ye batain nikal di hain phir un k liye asan tha k wo zayada logon ko gumrah kar saktey ab itna nahi kar saktey kiun k in baton ki aik valid explanation hay or agar koi samajhna chahta ho to us ko samjhai bhi ja sakti hay
niqash bhai ap nay kis kitaab sey pages liye hain us ka title wagera bhi lagain or writer ka naam kitaab ka naam wagera bhi batain
Brother ye Sahi Bukhari aur Sahi Muslim ki Books main see le hain main nee :(
mere bhai ye ap nay jis kitaab k pages lagaye hain na us ka naam bukhari hay na muslim ye baat to bacha bhi janta hay ap nay kisi or kitaab may sey ye pages lagaye hain k dekho bukhari may ye likha hay agey bukhari may wakey hi ye likha hay ya nahi ye to us wakat hi pata chaley ga jab koi bukhari khol kar dekhey ga jahan tak mera khayal hay k zaroor quote karney may dajal sey kaam lia gaya hay jesa k amoman shia loog or munkir e hadith type loog kartey hain isi liye ap nay ye pages jahan sey liye hain un ka source dijiye kiun k ye bukhari may ese nahi likha hota na hi muslim may
mere khayal sey ye kisi shia nay hazrat e sahaba karam par tabarra karney k liye banaya hay agar mujey lagta hay k may is ko rb may move kar don ga kiun k yahan behes to allowed hay tabarra allowed nahi
ye koi MEER MURAD ALI KHAN KE PAISHKASH HAI SAHI BUKHARI PER YE NAAM LIKHA HOWA HAI
ab ye meer murad ali kon hain pata nahi wese meer suna hay shia hotey hain agar to ye shia hain phir pakki baat k ye dajal hay
aur kuch hawaley En Books see bhi hain kahein Tu Paish Karon with refrance
Ab ye kon hai Main nahi janta hon Likin ye jo Hawaley hain ye sab theek hai aap check ker lein
buhut acha shooq hay
aap koo deeen kee batain samjhnay ka:jeo:
niqash sahab
aap joo samjh rahy hooo
uss main kafi kuch sahi hay.............
main koi aaalem-e-din tu nahi ..!
ya sirf tarjuma hay
mukhtalif logoo nay mukhtalif translation kee hain
jesy
Quran kee
kuch nay ahtram malhooz rakha hay
kuch nay seeda seeda likha hy
seeeday say murad
ju behtar samjha vo likha (un k nazdeek)
aak bhai kee koshish dekh raha thah..
vo aap koo ya samjhnay kee koshish kar rahay hain kah
kah aap galt hoo???
par aaysa nahi hay
iss koo samjhnay k liey
kisi aak hee nishist main hee sab kuch clear nahi hoo jata
jesy iss main aap nay aak jaga likha
Allah k rasool (SAW) nay namazian
mila mila kar par.......
theekh hay
Aysa kia
par kab???
jab vo halate-e-safar main hotay thay
iss tarah
iss main jo kuch hay
uss main ya dekhoo
aap ulajh kaha rahy hoo???
wasy
isalm,
koo samjhna hay
tu
humay
sirf or sirf
Allah or uss k rasool tak hee rahna hoo ga
tab sab kuch aap koo clear hota hoia naazar aaie ga
fil hal main pak mai nahi hooo
aagar hota tu waha books
easy avilable hay
main nay joo bat likhi hay
namazain jama karnay kee
uss ka hawala zaroor dayta
fil hal yaad nahi aa raha
par uss koo dekha ja sakta hay
main mazrat chahoo ga
kah
fil hal hawala nahi day pa raha.....
sabit ho gaya k ye shia ki hay ap dekhain hazrat ali k sath Alaih salam likha hay jo k sirf shia kartey hain
may report kar rha ahon ye tabarey ka naya dhang hay
Baat ye nahi ke kis Andaz main likha hai Baat ye hai ke ye jo bhi likha hai aur Jo bhi Hawaley Diye howe hain ye sab Hamari kitabon main majood hain
anyway theek hai jaisey Members ki Merzi
esy RB main Move ker dein
Take care
phir aik nay Masley ke Sath hazir hon ga
Allah hafiz
aap kia ya samjhtay hain kah ???
sahi bukhari
or
sahi muslim
main
rewaytain
galt b hain ??????
ji samjhta nahi hon manta hon meri khud ki tehkeek hai wo ya old hain jin ko ulmaa Zaeef Hadees kehty hain anyway brother aap jab tak check nahi karin gey yehi problem ho ga