Aazad qaumon ki zindagi mein aik aisa lamha zarur aata hai jab unhe apni aazadi ki hifazat ke liay apni janain qurban kerna perti hain. Aazad qaumain her waqt aazadi ke difa ke liaytayyar rehti hain. Aisa hi lamha 6th September, 1965 ko aya jab hum ne saabit kiya keh hum aik zinda qaum hain aur apni aazadi ki aur apne watan ki sarhadon ki hifazat kerna jantay hain. 1965 ki Pak-Bharat jang satra din tuk jaari rahi aur Allah Ta'la ne humain surkharoo kiya. Hum her saal 6th September ko Yaum-e-Difa
Baba Jan Sarkar (Rehmat Ullah Elaih)
Your disciples mention you with love-filled intention
With that they gain strength; such is your mention
Well heighten, beautiful and serene face, what do we say
Such features, such identity; It’s only you we say
Your speech is so universal and your conversation,
No words for that, we are under such affection
When you conversed, we never felt tired though hours passed
Ao naiy saal ko khush aamded kahain hum
Naiee ummeedon ki chahat aur khushion ke sath
Badal dalain puranay khado-khaal ki siah raat ko
Naiy saal ke suraj ki haseen
Ye dunya dukh sukh ka ik haseen sa sangam hai
Tou kyun na insano ki ik basti basa dalain
Who basti jis mei khoobsurat se bagheechay hon
Tou kyun na iss basti ko jannat si bana dalain
Phir iss basti mei akhuwat bhi jhalakti ho
Thanday meetay pani ki nehrain si bichha dalain
Jahan ilm-o-adab ki shamain hi shamain
Today I am going to publish my very first poetry on our blog and dedicate this poem to my mother. I intended to post this a few days back on mothers day but I was in my birth place Gujrat with my mother so I am doing it now. Enjoy
Maa tu meri hasti mei jhalakti hai
Maa tu meri rooh mei basti hai
Jahan maa hai woh veerana bahaar hai
Maa ki khushboo mei phoolon ki mehkaar hai
Ger maa kay damm se veerana bahaar hai