Agar koi nabi nhen aa sakta to Hazrat Isa kese aen ge,jinke baare mein khud Huzur SalAllaho alaihe wasallam ne faramya ke wo Nabi-Allah hon ge.
aur agar kaho ke wo ummati bun ke aen ge to unke ane ki zaroorat kia hai.phir to unka ana koi ehmiyat he nhen rakhta kyun ke ummati per eman lana bhi zaroori nhen hoga,jub eman lana zaroori nhen to wo ummat ki firqa bundi kese khatam kr sken ge.........
Hazrat Mirza Sahib koi nai shariat nhen lae bulke aap ne faramaya ke mein muslmanon ke bigre aqaid ki islaah ke liay aya hun.aur hdayat ka pehla ziria QURAN hai dusra ziria sunnat aur teesra hadeeth hai.haan,ilham aur wahi ka darwaza kabhi bund nhen ho sakta jesa ke aur bhe aolya aur bazurgaan ko ilham aur vahi aur kashf hote thay.
Bookmarks