This is a discussion on Aayat e Khatam-e-Nabuwwat within the Khatm e Nubuwwat forums, part of the Mera Deen Islam category; ...
Last edited by Irfan Muslim; 24th October 2009 at 03:30 PM.
SUBHANALLAH, JAZAKALLAH
Musannif Allama ka andaz-e-bayan bohat khoobsorat he, men ne kuch arsa pehley se hi inhey parhna shoroo kia he i really like Him
Note : Your signature link contain malware so please dont use this link again.
assalam-o-alaikum brother jazak allah khaira!
very Good effort .thanx for sharing buddy.Jazak Allah
A Wolf N Town
Jazakallah,
Nice Sharing
[IMG]http://i27.*******.com/efxgh.jpg[/IMG]
Buhat Buhat Shukria Janab
Mujhe Ayaat or Ahaadees ki roshni me Khatam e nubuwwat ka taaruf chahiye tha Jis me tamam Ayaat or tamam Ahadees hon Khatam e nubuwwat k bare me
Ayaat to mol gai bas Ahadees reh gai
Shukria
[QUOTE: Molana Muhammad Qasim Nanotvi]
"Ehle-feham per roshan hoga ke taqadum ya taakhur zamani mein bil-zaat kuch fazeelat nhen phir maqam-e-madah mein
WALAKIN RASUOOL-ALLAHE WA KHATAM-AL-ANNABIYYIEN
farmana is soorat mein kyun ker saheh ho ho sakta hai.....haan....is maqam ko maqam-e-madah na qrar dia jae to albata khatmiyat bil-etbaar taakhur zamani saheh ho sakti hai.............magar mein janta hun ke ehl-e-islam mein se kisi ko ye baat gwara na hogi."
(Tahzeer-ul-alnaas,page 3)
[QUOTE: Sura-e-Al-nisaa ayat 70(including Bismilah) ]
[ATTA"Wa mun yoti-e-Allaha wa rasoolah........."
Translation: aur jo (log bhi) Allah aur uske Rasool (SalAllaho Alaihe Wasallam) ki ataa,at krein ge wo un logon mein shamil hon ge jin per Allah ne enaam kia hai yani anbia,aur sadiqin aur shuhoda aur saleheen(mein).aur ye log (bohat hi) ache rafeq hein."
Agar is ayat mein "Maa" ka tarjuma "saath" kia jae to ye tasleem krna pare ga ke insan nabi to nhen bun sakta magar nabion ke saatrh hoga, insaan sadiq to nhen bun sakta magar sadiqon ke saath hoga aur insan sheed to nhen bun sakta magar shaheedon ke saath hoga aur insan saleh to nhen bun sakta magar saliheen ke saath hoga.Jis se ummat-e-Muhammadiya aur khud Anhuzur SalAllaho Alaihe Wasallam ki Naudo Billah taheen lazim aati hai.
[QUOTE: Suraa-e-Al-A,araaf, ayat36(including Bismilah)]
[Ae Adam ke baito! jub bhe tmhare paas tum mein se rasool bana ker bheje jaen aur wo tmhare samne meri ayaat parh ker sunaen to jo log taqwa ikhtyar krein ge aur islah krein ge unko aenda ke liay kisi qism ka khof na hoga aur na wo gamgeen hon ge."]
[Is ayat mein ye btlaya gya hai ke jub tak bani adam is dunya mein mojud hein un mien Rasool ate rahein ge.aur insanon ka farz hai ke un per eman laen.]
Bookmarks