HMMMM
This is a discussion on KHATM E NUBUWWAT (SAW) AUR AHDEES E NABWIA MUTAWATIRa (sacha MIRZAI...ye bhi dekh lo) within the Khatm e Nubuwwat forums, part of the Mera Deen Islam category; HMMMM...
HMMMM
AOA,
I have been liveing in Canada for 14 years , we have lot of MIRZAAI there, and they always held KHATM E NUBUWWAT (SAW) in Canada Toronto , when you ask them they tell you they belive on KHATM E NUBUWWAT (SAW) and I am prety sure they lie and misslead non muslims and Muslims to, please keep up the good work ,
Wasalam
Khawaja Nasir
bht shukria fsih u din bahe.ye qaiyane hae he joat ke plund.
jazak Allah
http://www.shaikulislam.com
JAZAKALLAH
JAZAKALLAH
JAZAKALLAH
Aasalamoalikum
A beautiful life does not just happen, it is built daily by prayer, humility, sacrifice and love. May that beautiful life be yours always.
PROUD TO B A PAKISTANI
JazakAllah
[Saheh bukhari ki hadith jis mein imarat ki misal di gai hai. isi SAHEH BUKHARI mein iski tashreeh ki ibarat mein likha hai : "muraad is takmeel imarat se ye hai ke shariyat-Muhammadiyya (SalAllaho-Alaih-e-Wasallam) pehle guzari hui kamil shariyaton ki nisbat aik akmal shariyat hai" (Allama ibn-e-Hajar Asqalani)
[Fatah-ul-baari jild 6- page 361 ]
[QUOTE Hazrat Shah Wali-ulah shah Sahib ]
"Jan'na chahiay ke is hadith ka madlul sirf gazwa-etabuk mein Hazrat Ali (Razi-Allah Anho) ka madina mein naib ya muqami ameer bnaya jana aur Hazrat Haroon (Alaih Salam) se tashbeeh dia jana hai jubke Moosa (Alaih Salam) ne toor ki janib safar kia aur "BAA'DI" ke maane is jaga gairi ke hain na ke baa'diyat-e-zmani...jesa ke ayat (.......) mein kehte hain baa'd Allah ke maani Allah ke siwa hein."
[Qurratul Ainain Fi tafzil-Al-shaikhain Farsi Page 206]
[Qoute Hazrat Shah Wali-Allah Mohadith Dehelvi ]
"Anhzrat SalAllaho Alaihe Wasallam ke baad koi aesa nabi nhen ho sakta jo mustaqil taur per bila waasta (Anhazrat SalAllaho Alaihe wasallam ke) faiz pane wala ho."
[Al-khair-ul-kathir page 80]
[QUOte: Hazrat Mohai-ud-din Ibne-Arabi (Rehmat-Allah)]
"Wo nabuwat jo Anhazrat SalAllaho Alaihe Wasallam ke wajud per khatm hui wo sirf tashreie nabuwat hai na ke muqam-e-nabuwat. Pus Anhazrat SalAllah-o-Alaihe Wasallam ki shriyat ko mansookh krne wali koi nai shariat nhen aa skti aur na ismen koi hukm brha skti hai. aur yahi maani Anhazrat SalAllah-o-Alaihe Wasallam ke is qaul ke ke risaalat aur nabuwat munqata ho gai aur "Laa Rasoola Baadi Wa Laa Nabia Baadi"........................"
[Fatoohat-e-Makiyya, Jild 2, Baab 73, Page 3]
Jazak Allah
[QUOTE=sacha;233304]hadees 4, qurani taleemat ke khilaf hai..... qurane pak main to aata hai keh jo log allah aur uske rasool ki atba karein ge, unko 4 inamat se nawaza jae ga: shuhada, sulaha, aulia, aur anbia.......... pas sabit howa ke aap (saw) aur khuda ki sachi atba karke insaan anbia ka darja pa sakta. aur yeh nabi ka darja kisi nai shariat par nah hoga balkeh shaiat islam ke andar hi hoga... pas jo ahadees qurani ayat ke munafi hain, unko ham rad karte hain![/QUOT
quaran me ye b likha he k HAZRAT MUHAMMAD [SAW] akhri nabi heen or in k baad koi nabi nai aee ge
us baat par behes kareen jis ka ap ko pori tarah ilm ho
Fasih ud Din Shb,
AGAR AP KHATM E NUBUWWAT PAR YAKEEN RAKHTY HU TU YEH BTAOU KEH SATH YEH KIUN KEHTY HU KEH HAZRAT ESSA (AS) NAE ABHE WAPIS DUNYA MAE AANA HAE AB AP BTAIEN KOUN JHOOTA HOWA SOOCH KAR KAHIEN PHIRR JHOOT NAH TYPE KAR DAENA
Bookmarks