janab waise pathan ya kisi ke bare mien kuch mazaq nahin banana chaiye lekin ye ta assur ghalat ha ke dushman ki sazish ha india humara dushman ha is mien koi shak nahin par dushman is sms wali surat mien sazish mujhe mumkin nai lag rahi baqi har bande ki apni soch aur apna nazria hota ha good job
Bookmarks