ASSLAM U ALIKUM
chalo faraz ab mausam ka maza chakain,
taman dawaiyan bachoo ki ponch say door rakain.
faraz kia ab milan ki justuju karain,
tabiyat ziyada kharab ho to doctor say ruju karain.
hamari chahat ka kuch to khayal karain,
dawai achi tarah hilla kar istamal karain.
dil mera doob gaya jab us ki uthi dolli,
subha sham kanay k bad ek goli.
hum to ishq karnay pay raza mand hai,
per jumay ki subha clinic band hai..
Bookmarks