imaam takbeer kahey ap takbeer keh kar niyat bandh lain
imam qirat karey ap khamoshi sey sunain
phir imam ruku may jaye ap ruku may jain
ruku may ja kar ap subhan a rabi al azeem parhain gey 3 dafa ya 5 dafa ya 7 dafa
or sajdey may ja kar subhan a rabi al a'la
phir salam pherney sey pehley atahiyaat durood phir rabi ja'alni or phir salam phair lain


LinkBack URL
About LinkBacks




Reply With Quote







Bookmarks